Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai by Lata & Amit Kumar Aakhir Kyon Aakhir Kyon 1985

dushman na kare
dost ne wo kaam kiya hai
dushman na kare
dost ne wo kaam kiya hai
umr bhar ka ghum
hamein inaam diya hai

dushman na kare
dost ne wo kaam kiya hai
umr bhar ka ghum
hamein inaam diya hai

toofan mein hum ko chhod ke
sahil pe aa gaye
toofan mein hum ko chhod ke
sahil pe aa gaye
sahil pe aa gaye

na khuda ka
na khuda ka humne
jinhe naam diya hai
umr bhar ka ghum
hamein inaam diya hai
dushman na kare ho..

pehle to hosh chheen liye
zulm o sitam se
aa aa..
pehle to hosh chheen liye
zulm o sitam se
zulm o sitam se

deewaangi ka
deewaangi ka phir hamein
ilzaam diya hai
umr bhar ka ghum hamein
inaam diya hai
dushman na kare ho..
ho ho..

aa.. aa..
apne hi giraate hain
nasheman pe bijliyaan
aa.. aa..
apne hi giraate hain
nasheman pe bijliyaan
nasheman pe bijliyaan

gairon ne aa ke
gairon ne aa ke phir bhi
use thaam liya hai
umr bhar ka ghum
hamein inaam diya hai
dushman na kare
dost ne wo kaam kiya hai
umr bhar ka ghum
hamein inaam diya hai