Ishq bara hi sangdil hai ya ali ishq se jis ne ishq kiya hai by Sukhwinder Aashiqui.in 2011

ya ali
ishq se jis ne ishq kiya hai
ishq usi ka qatil hai
ishq ki raah mein jo bhi chale
us ko na mili kabhi manzil hai [Rpeat]

ya ali ya ali maula ya ali ya ali
ya ali ya ali maula ya ali ya ali
ya ali ya ali maula ya ali ya ali
ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ishq mein marna aasan hai
jeena bara hi mushkil hai
(ya ali ya ali maula ya ali ya ali)
ishq mein marna aasan hai
jeena bara hi mushkil hai
aansun aahain jagna tarapna
ishq mein ye sab haasil hai
ishq se jis ne ishq kiya
ishq usi ka qaatil hai
ishq bara hi sangdil hai
ye ishq bara hi sangdil hai

ya ali ya ali maula ya ali ya ali
ya ali ya ali maula ya ali ya ali

waaden bhoole qasmen tore
beech bhawar mein laa ke tore
apna jis ko maane ye dil
ban ke paraya huwa more
sadyon purani hai ye riwayat
ye na yaqeen ke qaabil hai

ishq bara hi sangdil hai
ye ishq bara hi sangdil hai
ishq bara hi sangdil hai
ye ishq bara hi sangdil hai

ishq se jis ne ishq kiya hai
ishq usi ka qatil hai
ishq ki raah mein jo bhi chale
us ko na mili kabhi manzil hai
[Repeat]

ya ali ya ali maula ya ali ya ali
ya ali ya ali maula ya ali ya ali

pal do pal ki khushiyan laaey
saari umar ka gam de jaaeyn
saat samandar se na bhuje jo
aisi lagi is dil mein lagaeyn
ishq se koi na ishq kare
baat kahi jo bismil hai

ishq bara hi sangdil hai
ye ishq bara hi sangdil hai
ishq bara hi sangdil hai
ye ishq bara hi sangdil hai
[Repeat]

ya ali ya ali maula ya ali ya ali
ya ali ya ali maula ya ali ya ali