Rock you baby rock you baby move your body video song lyrics by Arun Bakshi & June Benerjee tum hi to ho

rock you baby, move your body
feel the rythem everybody
[repeat]
it's a mad mad mad mad world (x4)

be-sur be-taal yeh gaana hai (x2)
bas avein shor machaana hai
rona hai andhe ke aage
behre ko gaana sunaana hai
yeh duniya paagal...
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai

samajh samajh ke samajh ko samjho
samajh samajhna bhi ek samajh hai
samajh samajh ke jo na samjhe
meri samajh mein woh naa-samajh hai

life ka fanda hai ab ke maal hai to taal hai
poochta hai kaun us ko saala jo kangaal hai
bin money ke zindagaani jaan ka janjaal hai
ho money to kaun pooche umr kitne saal hai
mad mad mad mad world
it's a mad mad mad mad world
yaaron ne gasht manaana hai (x2)
phokat ka maal uraana hai
behkon ko ab behkaana hai
choro, kyun panga paana hai
yeh duniya paagal...
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai

sab ki mutthi mein muqaddar, sab sikandar hain yahaan
tishnagi ki baat mat kar, sab samandar hain yahaan
mastiyaan sab pe hain taari, sab qalandar hain yahaan
kam nahi koi kisi se, sab dhulandar hain yahaan
mad mad mad mad world
it's a mad mad mad mad world
maanega na koi maana hai (x2)
sab ka andaaz puraana hai
sach se parda sarkaana hai
ek raaz naya batlaana hai
yeh duniya paagal...
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai

mad mad mad mad world
it's a mad mad mad mad world (x3)
yeh duniya paagal khaana hai ji nigori