Tere bina ab nahi mujh ko jeena video song lyrics by Shaan Aashiqui.in 2011

kiyun lag raha hai samey ajnabi (ajnabi)
aisi na dekhi yeh raatain kabhi
hai palon ki bas yeh mulaaqaat
dhal raha hai sitaaron mein aakaash
kiyun yeh raiton sa phisalta jaey lamha

tere bina ab nahi mujh ko jeena
chorna tum yeh baanhain kabhi na
jaana na kahin tum liye ijaazat bina
[repeat]

aankhain kabhi main na kholun
jab tum nahi saamne ho
us kal ki kese main sochun
jis kal mein tum hi nahi ho
(tum hi nahi ho, tum hi nahi ho)
bachpana thi meri jawaani
aa ke tu ne badal di kahaani
hogai kese khawaahishain yeh jawaan

tere bina ab nahi mujh ko jeena
chorna tum yeh baanhain kabhi na
jaana na kahin tum liye ijaazat bina
[repeat]
cindrella... cindrella...

tere bina ab nahi mujh ko jeena
chorna tum yeh baanhain kabhi na
jaana na kahin tum liye ijaazat bina
[repeat]

cindrella... cindrella...