aey rangrez mere, aey rangrez mere, yeh baat bata rangrez mere
yeh kaun se paani mein tu ne kaun sa rang ghola hai
ke dil ban gaya saudaaii, mera basanti chola hai
ab tum se kya main shikwa karun, main ne hi kaha tha zid kar ke
rang baich meri hi tarang mein, rang rang rang chunari pe rang
kar mohe kapaas te rang yeh naar pe
rang itna gehra tera ke jaan-o-jagar tak ko bhi rang de
jigar rang de
rangrez! tu ne afeem kya hai khaali
jo mujh se tu yeh pooche ke kaun sa rang
rangon ka kaarobaar hai tera, yeh tu hi to jaane, kaun sa rang
mera baalan rang, mera saajan rang, mera khaakik rang, mera ang ang rang
mera aabi rang, mera saawan rang
pal pal rang de rang de mere aathon peher man bhaawan rang
ek boond ishqiyaan daal koi tu
ek boond ishqiyaan daal koi mere saaton samandar jaeyn rang
meri had bhi rang, sar-had bhi rang de, had rang de, be-had bhi rang de
mandir, masjid, maikadah rang
tujh mein re, tujh mein re, tujh mein re
rangrez mere, do ghar kiyun rahain
aik hi rang mein dono ghar rang de, dono rang de
pal pal rongte, rongte, rongte rongte
nahi har ti, har ka ang mein rang
pal pal rongte, rongte, rongte rongte
mere aathon peher man bhaawan mein rang
rang de, rang de karwat bhi rang, khawaabon pe pary salwat bhi rang
aik tu hi hai hairat rang de, aankh mein samaa hasrat rang de
aaja har waslat rang de, tu aan sake tu furqat rang de
dard-e-hijraan liye dil mei, dard-e-hijraan liye dil mein dard
main zindah rahun, zinda rahun, zarurat rang de
rangrez mere, rangrez mere, tera kiyun hai aisa rang
ab to yeh dikhla de, mera piya bhi tu, meri sej bhi tu
mera rang bhi, rangrez bhi tu, meri naiyya bhi tu, manjhdaar bhi
tujh mein doobun, tujh mein ubhrun, teri har aik baat sar aankhon pe
mera maalik tu, mera saayab tu, meri jaan, meri jaan tere haathon mein
mera qaatil tu, mera munsif tu, tere bina kuch soojhe na
meri raah bhi tu, mera rahbar tu, mera sarwar tu, mera akbar tu
mera mashriq tu, mera maghrib tu, zaahid bhi mera, murshid bhi
ab tere bina main jaaon kahaan, jaaon kahaan
tere bina main jaaon kahaan, tere bina ab main jaaon kahaan
tere bina, tere bina, tere bina