Bibi sheereeni jaan meri karoon nazrana video song lyrics by Zeek Afridi

bibi sheereeni jaan meri karoon nazrana
tere sar ki qasam hai dil ye mera tera diwana
bibi sheereeni jaan meri karoon nazrana
tere sar ki qasam hai dil ye mera tera diwana

ager karna muhabbat jurm hai to main mujrim hun
mujhe manzoor hai har ik saza aur har ik jurmana

bibi sheereeni jaan meri karoon nazrana
tere sar ki qasam hai dil ye mera tera diwana

teri yaadon ne loota chain din ka sukoon raaton ka
nahi reh paaon ga main door tum se o dilbar jaanan

bibi sheereeni jaan meri karoon nazrana
tere sar ki qasam hai dil ye mera tera diwana

ya mujhe apne dil mein gum sum karo jaananan
ya dil ishq ki shamma bano tum main banoon parwana

bibi sheereeni jaan meri karoon nazrana
tere sar ki qasam hai dil ye mera tera diwana