dil-e-naadaan tujhe huwa kya hai
aakhir is dard ki dawa kya hai
[repeat]
ham ko un se wafa ki hai ummeed (x2)
jo nahi jaante wafa kya hai
jaan tum par nisaar karta hun (x2)
main nahi jaanta dua kya hai
dil-e-naadaan tujhe huwa kya hai
aakhir is dard ki dawa kya hai