piya na rahe man basiya piya na rahe man basiya sakhi re video song lyrics by Roop Kumar Rathod Tanu weds Manu 2011

piya na rahe man basiya, piya na rahe man basiya
piya na rahe man basiya sakhi re
megh nahi bijri ban barse, mori ek chama nahi arj aey
baathal sang kar ke jiya ra, bole jaa man basiya

aswan sang mora beh gaya kajra
utri mehndi, sookha gajra
man basant ko pat jharr kar woh
le gayo, le gayo, le gayo, le gayo rang, rang rasiya
piya na rahe man basiya, piya na rahe man basiya
piya na rahe man basiya sakhi re
pal na kate ab sakhi re  piya ban
neem sa karwa laage ab din
us pe yeh chanda haey chanda bhi bana sakhi sotan ki
chanda bhi bana haey sakhi sotan ki
keeso raat mori amaawasiya