Gazab kiya tere wade pe eitbaar kiya video song lyrics by Mohd.Rafi

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya tamam raat
Quayamt ka intezar kiya
Gazab kiya

Hasa hasa ke shab-e-wasl
Ashkbaar kiya
Tassaliya mujhe de deke
Bekarar kiya

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya, gazab kiya

Hum aisi mehevi nazara na the
Jo [Incomprehensible]
Magar tumhari talpul ne
Hoshiyaar kiya

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya, oh gazab kiya

Fasana aye shab-e-ghum unko
Ek kahani thi
Kuch eithbaar kiya
Kuch na eitbar kiya

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya, gazab kiya