Junoon yeh mere dil mein kaisa junoon video song lyrics by Abhijeet Sawant

Junoon ..... Humming ....

yeh mere dil mein kaisa junoon
man ko kyun na mile ab sukoon ....[2]
dillagi ka junoon
zindagi ka junoon....
{junoon..[7]chad raha hai...}-2
chad raha hai...[2]

khoya sab kuch toh kya hua...
paane ka ab mujhe hai junoon
aansu agar bhi mile
hasne ke hai junoon
{junoon..[7]chad raha hai...}-2
chad raha hai...[2]

hai aankho mein junoon....[2]
hai khwabon mein junoon...[2]
sapno ko phir sajaye...umeedom ko jagaye....yea junoon...

hai baaton mein junoon...[2]
har vadoon mein junoon...[2]
armaanon ke diye mein jaise...lau phir jalaye yea junoon...
han yeh junoon han yeh junoon.....

Zindagi intehaan hai toh kya....
manzilon ka ab mujhe hai junoon
suni rahoon mein bhi...
hum safar ka junoon
hum safar ka junoon
hum safar ka junoon

{junoon..[7]chad raha hai...}-2
chad raha hai...[2]