Mujhe dard-e-dil ka pata na tha video song lyrics by Mohd.Rafi Aakash Deep 1964

Mujhe dard-e-dil ka pata na tha
Mujhe aap kis liye mil gaye
Main akele yun hi maze mein
Mujhe aap kis liye mil gaye
Mujhe dard-e-dil ka pata na tha
Mujhe aap kis liye mil gaye

Yun hi apne apne safar mein gum
Kahi dur main kahi dur tum
Yun hi apne apne safar mein gum
Kahi dur main kahi dur tum
Kahi dur tum

Chale jaa rahe the judaa judaa
Mujhe aap kis liye mil gaye
Main akele yun hi maze mein
Mujhe aap kis liye mil gaye

Na main chaand hoon kisi shaam ka
Na chirag hoon kisi baam ka
Na main chaand hoon kisi shaam ka
Na chirag hoon kisi baam ka
kisi baam ka

Main to rasate ka hoon ek diya
Mujhe aap kis liye mil gaye
Main akele yun hi maze mein
Mujhe aap kis liye mil gaye

Mujhe dard-e-dil ka pata na tha
Mujhe aap kis liye mil gaye