tururururu..
tururururu..
tururururu..
in raahon par,
hum kyu chale,
hum jo chale
tum kyun mile
tum jo mile
rahein milin
dil ne kaha
kya hai is gali
kya hai us gali
tum udhar chale
main udhar chali
kyoon..
kyun na main ruki
kyun na tum thame
chalte gaye
chalte gaye
dil awara dil banjara darbadar kyun phirta maara
jeene ka marz liye
ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
khushiyon ka karz liye
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar
har dar pe ik soorat ik afsaana
har dar pe ik gham bhi hai pehchana
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar
zindagi tedhi medhi tedhi andhi si dagar
zindagi tera mera tera tanha sa safar
zindagi do hi pal ko ban ja humsafar
zindagi dooji gali jaane kya ho kya khabar
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar
zindagi tere mere tere naam ki leher
zindagi sahilon pe aaye jaaye ha pahar
zindagi paar lage thaam le leher
zindagi chooka jo tu haath mein sifar
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar
tururururu..
tururururu..
in raahon par,
hum kyu chale,
hum jo chale
tum kyun mile
tum jo mile
rahein milin
dil ne kaha
kya hai is gali
kya hai us gali
tum udhar chale
main udhar chali
kyoon..
kyun na main ruki
kyun na tum thame
chalte gaye
chalte gaye
dil awara dil banjara darbadar kyun phirta maara
jeene ka marz liye
ik dar jeeta ik dar haara haara jeeta jeeta haara
khushiyon ka karz liye
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar
har dar pe ik soorat ik afsaana
har dar pe ik gham bhi hai pehchana
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar
zindagi tedhi medhi tedhi andhi si dagar
zindagi tera mera tera tanha sa safar
zindagi do hi pal ko ban ja humsafar
zindagi dooji gali jaane kya ho kya khabar
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar
zindagi tere mere tere naam ki leher
zindagi sahilon pe aaye jaaye ha pahar
zindagi paar lage thaam le leher
zindagi chooka jo tu haath mein sifar
darbadar dil darbadar
besabar dil darbadar