jaane kaise shab dhali
jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan
chal pada yeh silsila
meri aankhon ko ye
kaisa manzar mila
tere har naksh mein bas
khuda hi khuda
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
betaabiyon ki
shaam o sehar se
na tha main waakif
dard e jigar se
guzra nahi tha
main to kabhi bhi
pyaar ki dilkash
raah e guzar se
deewanagi ki
ye intehaan hai
har chehre mein
hai chehra tera
saari duniya teri
parchhaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
jaane kaise shab dhali
jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan
chal pada yeh silsila
teri kashish ka
jaadu ajab hai
har waqt mujh ko
teri talab hai
yoon hi nahi main
besudh hua hoon
is pyaas ka to
koi sabab hai
tere siva na
ab koi armaan
ab zindagi hai
tujh se meri
bin tere har jagah
tanhaai si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
jaane kaise shab dhali
jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan
chal pada yeh silsila
meri aankhon ko ye
kaisa manzar mila
tere har naksh mein bas
khuda hi khuda
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan
chal pada yeh silsila
meri aankhon ko ye
kaisa manzar mila
tere har naksh mein bas
khuda hi khuda
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
betaabiyon ki
shaam o sehar se
na tha main waakif
dard e jigar se
guzra nahi tha
main to kabhi bhi
pyaar ki dilkash
raah e guzar se
deewanagi ki
ye intehaan hai
har chehre mein
hai chehra tera
saari duniya teri
parchhaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
jaane kaise shab dhali
jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan
chal pada yeh silsila
teri kashish ka
jaadu ajab hai
har waqt mujh ko
teri talab hai
yoon hi nahi main
besudh hua hoon
is pyaas ka to
koi sabab hai
tere siva na
ab koi armaan
ab zindagi hai
tujh se meri
bin tere har jagah
tanhaai si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
jaane kaise shab dhali
jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan
chal pada yeh silsila
meri aankhon ko ye
kaisa manzar mila
tere har naksh mein bas
khuda hi khuda
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai
tera chehra sanam
ik rubaayi si hai
mere dil jism o jaan pe
tu chhaayi si hai