Chaudhvin ka chand ho
Ya aftaab ho, jo bhi hon tum
Khuda ki kasam lajawab ho
Chaudhvin ka chand ho
Ya aftaab ho, jo bhi hon tum
Khuda ki kasam lajawab ho
Chaudhvin ka chand ho
Zulfen hain jaise kandhon pe badal jhuke hue
Annkhen hainjaise mai ke pyale bhare hue
Masti hain jismein pyar ki tum woh sharaab ho
Chaudhvin ka chand ho
Chere hainjaise jheel mein hasta hua kamal
Ya zindfagi ke saaz pe chedi hui gazal
Jaane bahar tum kisi shayar ka khawaab hon
Chaudhvin ka chand ho
Hoton pe khelti hain tabassum ki bijliyan
Sajde tumhari raah mein karti hain kaikasha
Duniya-e-husn ishq ka tum hi shabab ho