Hamari saanson mein aaj tak woh heena ki khushbhoo mehak rahi hai
Labo-n pe naghme machal rahe hai-n nazar se masti chhalak rahi hai
Woh mere nazdeek aate aate hayaa se ek din simat gaye the-y
Mere khayalo-n mein aaj tak woh badan ki daali latak rahi hai
Sadaa jo dil se nikal rahi hai woh sher-o-naghmo-n mein dhal rahi hai
Ke dil ke aangan mein jaise koi ghazal ki dhaandhar khanak rahi hai
Tadap mere bekharar dil ki kabhi To un-pay asar karey-gi
Kabhi to woh bhi jalengay isme jo aag dil main dahek rahi hai