apni tanhaiyon mein koi saaya bhi nahi
apni tanhaiyon mein koi saaya bhi nahi
koi apna bhi nahi koi paraya bhi nahi
kise aawaz doon kise aawaz doon
saari jhooti baaten hain
din apne na raaten hain (2)
pal pal aik kahani hai
jo jeevan bhar dohrani hai
kise aawaz doon kise aawaz doon
kise aawaz doon kise aawaz doon
chehre kia tasveeren hain
na khuwab hain na taabeerain hain (2)
aas hai jo ke jeevan hai
uljha uljha bandhan hai
kise aawaz doon kise aawaz doon
kise aawaz doon kise aawaz doon
apni tanhaiyon mein koi saaya bhi nahi
apni tanhaiyon mein koi saaya bhi nahi (2)
koi apna bhi nahi koi paraya bhi nahi
kise aawaz doon kise aawaz doon
kise aawaz doon kise aawaz doon (2)
apni tanhaiyon mein koi saaya bhi nahi
koi apna bhi nahi koi paraya bhi nahi
kise aawaz doon kise aawaz doon
saari jhooti baaten hain
din apne na raaten hain (2)
pal pal aik kahani hai
jo jeevan bhar dohrani hai
kise aawaz doon kise aawaz doon
kise aawaz doon kise aawaz doon
chehre kia tasveeren hain
na khuwab hain na taabeerain hain (2)
aas hai jo ke jeevan hai
uljha uljha bandhan hai
kise aawaz doon kise aawaz doon
kise aawaz doon kise aawaz doon
apni tanhaiyon mein koi saaya bhi nahi
apni tanhaiyon mein koi saaya bhi nahi (2)
koi apna bhi nahi koi paraya bhi nahi
kise aawaz doon kise aawaz doon
kise aawaz doon kise aawaz doon (2)