Showing posts with label Producer. Show all posts
Showing posts with label Producer. Show all posts

Neend Mein Hai

Actors, Actress, Awards, Bollywood, Desi Hot Babes, Director, Events, Fans, Gossip, Hot girls, Item Girl, Movie, Music, News, Pictures, Producer
Balaa Ka Husn Gazab Ka
Shabaab Neend Mein Hai

Bala Ka Husn Gazab Ka
Shabaab Neend Mein Hai

Hai Jism Jaise Gulistaan
Gulaab Neend Mein Hai

Hai Jism Jaise Gulistaan
Gulaab Neend Mein Hai

Use Zara Sa Bhi Padhlo
To Shaayari Aa Jaaye


Use Zara Sa Bhi Padhlo
To Shaayari Aa Jaaye
Abhi Gazal Ki Mukkamal
Keetab Neend Mein Hai

Abhi Gazal Ki Mukkamal
Keetab Neend Mein Hai

Machal Rahi Hai
Mere Dil Mein
Deed Ki Hasrat

Machal Rahi Hai
Mere Dil Mein
Deed Ki Hasrat

Woh Daale Chehre Pe
Neela Naqaab
Neend Mein Hai

Woh Daale Chehre Pe
Neela Naqaab
Neend Mein Hai

Woh Inqalaab Uthaa Ta Hai
Leke Ang..Daai
Woh Inqalaab Uthaa Ta Hai
Leke Ang..Daai

Sawaal Jaaga Hua Hai
Jawaab Neend Mein Hai

Sawaal Jaaga Hua Hai
Jawaab Neend Mein Hai

Jhirmir Jhirmir Meha Barse

Actors, Actress, Awards, Bollywood, Desi Hot Babes, Director, Events, Fans, Gossip, Hot girls, Item Girl, Movie, Music, News, Pictures, Producer
O..O O..O
Jhirmir Jhirmir Meha Barse
Ho..Raama
Man Pyaasa Kaahe Tarse
Ho..Raama

Ho..Ji Ho

Ho..Ji Ho..

Baras Baras Barkha
Suhaani Kyun Aaye
Dewaani Mujhe Karne
Deewaani Kyun Aaye..

Ye Vo Sawaal
Jinke Jawaab Dene Mein Mushkil Badi
Ho..O..Ye Vo Sawaal
Jinke Jawaab Dene Mein Mushkil Badi

Jaane Vafaa.. Ye Balsafa
Jaan Ne Ko Hai Umra Padi

Bheege Hue Mausam Ka Majaa..
Loot Le Aaja
Ye Narm Fajaa Sard Hawaa
Loot Le Aaja..

Sara Ra Sara Ra Bahe Poorva Pawan
Pawan Ke Sang Kahaan Ud Jaaye Man..

Baadal Baadal Se Takraaye
Ho..Raama
Ho Kaahe Bijuri Chamkaaye
Ho..Raama

Baadal Barkha Bijli Ke Raaj
Jaan Ne Ko Abhi Kyun Adi
Ho..Baadal Barkha Bijli Ke Raaj
Jaan Ne Ko Abhi Kyun Adi

Jaane Vafaa.. Ye Balsafa
Jaan Ne Ko Hai Umra Padi

Boondo.. Mein Dhale Moti Zara
Loot Le Aaja
Bheege Hue Mausam Ka Majaa..
Loot Le Aaja

Barsaat Ke Taraane
Barsaat Hi Se Paale
Baadal Jo Gaa Rahe Hain
Vo Sur Chalo Sajaane

Tut Ke Barse Paani Paani..
Bheege Mori Chunar Dhaani Dhaani
Megh Se Bole Papeeha Pyaasa
Paas Aa Paas Aa Tera
Paas Aa Paas Aa

Indradhanush Kaisa Jaadoo Kare
Jaadoo Kare Jaadoo Kare
Ankhiyon Mein Rang Ke Khaajaane Bhare
Khaajaane Bhare Khaajaane Bhare

Ye Dhoop Aur Paani
Ho..Raama
Hoti Dekh Ke Hairaani
Ho.Raama

Ye Rang Ye Masti Ye Nashaa
Loot Le Aaja

In Uljhano Mein Jaaye Na
Beet Haath Aayi Suhaani Ghadi
Ho..In Uljhano Mein Jaaye Na
Beet Haath Aayi Suhaani Ghadi

Jaane Vafaa.. Ye Balsafa
Jaan Ne Ko Hai Umra Padi

Ye Rang Ye Masti Ye Nashaa
Loot Le Aaja
Bheege Hue Mausam Ka Majaa..
Loot Le Aaja

Jhirmir Jhirmir Meha Barse
Ho..Raama
Man Pyaasa Kaahe Tarse
Ho..Raama

Jhirmir Jhirmir Meha Barse
Ho..Raama

Dono Nibhayein Apna Dharam

Actors, Actress, Awards, Bollywood, Desi Hot Babes, Director, Events, Fans, Gossip, Hot girls, Item Girl, Movie, Music, News, Pictures, Producer
Aankhon Ka Paani..
Anjoori Mein Bhar Ke..
Sankalp Lele Hum..

Dono Nibhayein Apna Dharam
Dono Nibhayein.. Apna Dharam..

Maang Raha Hai
Pyaar Vidaai..
Has Ke Vida Do Sanam

Dono Nibhayein Apna Dharam
Dono Nibhayein Apna Dharam..

Kaisi Hai Inki Jeevan Yatra..
Roj Shuru Hoti Hain
Uske Kadam Nahi Thakte
Ye..Dheeraj Nahi Khoti Hain

O...Ye Kisi Mol Pe
Hone Nahi De
Apno Ki Aankhon Ko Nam

Dono Nibhayein Apna Dharam
Dono Nibhayein.. Apna Dharam..

Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi

Actors, Actress, Awards, Bollywood, Desi Hot Babes, Director, Events, Fans, Gossip, Hot girls, Item Girl, Movie, Music, News, Pictures, Producer
Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi
Aankh Ki Kor Aankh Ki Kor Mein Kyun Nami Reh Gayi
Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi
Aankh Ki Kor Mein Kyun Nami Reh Gayi

Tu Kahaan Kho Gayi
Tu Kahaan Kho Gayi Koi Aaya Nahi
Dopahar Ho Gayi Koi Aaya Nahi
Zindagi Zindagi..

Din Aaye Din Jaaye Sadeeya Bhi Gin Aaye
Sadeeya Re..
Tanhaai Lipti Hai
Lipti Hai Saanso Ki Rassiyaa Re
Tere Bina Badi Pyaasi Hai
Tere Bina Hai Pyaasi Re
Naino Ki Do Sakhiyaa Re Tanhaa Re
Main Tanhaa Re

Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi
Aankh Ki Kor Mein Kyun Nami Reh Gayi
Zindagi Zindagi..

Subaha Ka Kokhara Hai
Shaam Ki Dhool Hai Tanhaai
Raat Bhi Sard Hai Dard Hi Dard Hai Rusvaa..Hi

Kaise Kate Saanse Uljhi Hai
Raate Badi Jhulsi Jhulsi Hai
Main Naa Kori Sadeeya Re Tanhaa Re
Main Tanhaa Re

Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi
Aankh Ki Kor Mein Kyun Nami Reh Gayi
Zindagi Zindagi..

Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi
Tu Kahaan Kho Gayi Koi Aaya Nahi
Dopahar Ho Gayi Koi Aaya Nahi
Zindagi Zindagi..

Zindagi Zindagi Kya Kami Reh Gayi
Aankh Ki Kor Mein Kyun Nami Reh Gayi

Tu Muskura Jahaan Bhi Hai

Actors, Actress, Awards, Bollywood, Desi Hot Babes, Director, Events, Fans, Gossip, Hot girls, Item Girl, Movie, Music, News, Pictures, Producer
Tu Muskura Jahaan Bhi Hai
Tu Muskura
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Chhu Zara
Shareer Se Ye Muskurahate Teri..
Badan Mein Sunti Hoon Main Aahate Teri
Labo Se Aake Chhu De Apne Lab Jara
Tu Muskura Jahaan Bhi Hai
Tu Muskura
Shareer Se Ye Muskurahate Teri
Badan Mein Sunti Hoon Main Aahate Teri

Aisa Hota Hai Khayaalo Mein Aksar
Tujhko Sochu To Mehak Jaati Hoon

Meri Rooh Mein Basi Hai Teri Khushboo
Tujhko Chhodu To Behak Jaati Hoon

Teri Aankho Mein......
Teri Aankho Mein Koi To Jaadu Hai
Tu Muskura Jahaan Bhi Hai
Tu Muskura

Tu Muskura Jahaan Bhi Hai
Tu Muskura
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Chhu Zara
Shareer Se Ye Muskurahate Teri
Badan Mein Sunti Hoon Main Aahate Teri

Tej Chalti Hai Hawaaho Ki Saasein
Mujhko Baah Mein Lapet Ke Chhupaale

Teri Aankho Ki Haseen Loriyo Mein
Mere Badan Ko Bichha Ke Sulaa De

Teri Aankho Mein......
Teri Aankho Mein Koi To Nashaa Hai
Tu Muskura Jahaan Bhi Hai
Tu Muskura


Tu Muskura Jahaan Bhi Hai
Tu Muskura
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Chhu Zara
Shareer Se Ye Muskurahate Teri
Badan Mein Sunti Hoon Main Aahate Teri..

Tu Meri Dost Hai

Actors, Actress, Awards, Bollywood, Desi Hot Babes, Director, Events, Fans, Gossip, Hot girls, Item Girl, Movie, Music, News, Pictures, Producer
Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu 
Tu Hi To Tu Hi To Meri Dost Hai
Aaja Main Halaaho Main Uthaake Le Chalu
Tu Hi To Meri Dost Hai
Aawaaj Ka Dariyaa Hoon
Behta Hoon Main Neeli Raato Mein

Main Jaagta Rehta Hoon
Neend Bhari Jheel Si Aankho Mein
Aawaaj Hoon Main
Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu
Tu Hi To Tu Hi To Meri Dost Hai
Aaja Main Kharraaho Main Uthaake Le Chalu
Tu Hi To Meri Dost Hai

Raat Mein Chaandni Kabhi
Aise Gungunati Hai
Sun Zara Lagta Hai Tumse Aawaaj Milaati Hai

Main Khayaalo Ki Mahak Hoon
Gungunaate Saaz Par

Ho Sake To Milaale
Aawaaj Ko Ye Saaz Par

Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu
Tu Hi To Tu Hi To Meri Dost Hai
Aaja Main Kharraaho Main Uthaake Le Chalu
Tu Hi To Meri Dost Hai

Aawaaj Ka Dariyaa Hoon
Behta Hoon Main Neeli Raato Mein
Main Jaagta Rehta Hoon
Neend Bhari Jheel Si Aankho Mein
Aawaaj Hoon Main

O........
Kabhi Dil Ka Hai Saahil
Jahaan Shaam Utarti Hai
Kehte Hai Samunder Se
Ek Pari Gujarti Hai

Vo Raat Ki Raani Hai
Sargam Ban Jaati Hai

Aaja Main Hawaao Pe Bitha Ke Le Chalu
Tu Hi To Tu Hi To Mera Dost Hai
Aaja Main Halaaho Main Uthaake Le Chalu
Tu Hi To Mera Dost Hai
Aawaaj Ka Dariyaa Hoon
Behti Hoon Main Neeli Raato Mein

Main Jaagti Rehti Hoon
Neend Bhari Jheel Si Aankho Mein
Aawaaj Hoon Main......

Dil Ka Rishta Ye Rishta

Actors, Actress, Awards, Bollywood, Desi Hot Babes, Director, Events, Fans, Gossip, Hot girls, Item Girl, Movie, Music, News, Pictures, Producer
Fashion Innaugration Can I Leave Some Way
O...Dil Dil Hai Dil Dil Mil Jaane De
Fashion Innaugration Can I Leave Some Way
O.. Dil Ka Ye Sikka Chal Jaane De
Rishta Ye Rishta Pak Jaane De

Lambaa Safar Umra Ka Hai
Tanha Gujarta Nahi
Nazrein Agar Dhoop Na Ho Saaya Utarta Nahi
Dil Ke Bina Hai Jis Tarah Saaye Mein Jo Aadmi
Dil Ki Kisi Dori Se Hai Baandha Hua Aadmi

Fashion Innaugration Can I Leave Some Way
Fashion Innaugration Can I Leave Some Way
Rishta Ye Rishta Pak Jaane De

Fashion Innaugration Can I Leave Some Way
O.. Dil Ka Ye Sikka Chal Jaane De
Rishta Ye Rishta Pak Jaane De

Haste Hue Jeena Hai To Jeele Kisi Ke Liye
Mere Liye Hai Zindagi Tu Zindagi Ke Liye
Tu Palke Utha To Zara Rishto Ki Roshni To Ho
Tu Dil Jalaa To Zara..

Tu Dil Se Nahi Ab Door
Jism Agar Ye Sahe
A Meri Jaane Baddoor
Tu Dil Se Nahi Ab Door
Jism Agar Ye Sahe
A Meri Jaane Baddoor

Bollywood stars at IIFA green carpet

Bollywood stars at IIFA green carpet

Despite controversies and boycotts, the 11th edition of the IIFA Weekend kick started in Sri Lanka with the host country rolling out the red carpet for glamorous Bollywood actors. The ceremony has been boycotted by the South Indian Film Chamber of Commerce as a mark of protest against the alleged mistreatment of the
Tamils in the country. Bollywood biggies like the Bachchans and SRK are also giving the extravaganza a miss. While Big B is currently shooting in Gujarat, Abhishek is in Istanbul for a film shoot and daughter-in-law Aishwarya Rai is in Paris to promote a brand. SRK is busy with the post production details of his forthcoming ‘Ra 1’.
Stars such a Hrithik Roshan, Salman Khan, Saif Ali Khan, Bipasha, Lara, Neha, Kangana, Dia, Jacqueline, Riya, Sophie and many more were given a warm welcome by the Lankan fans as they arrived at the Bandarnaike International Airport.